|
Post by sawera on Dec 4, 2006 21:48:32 GMT 5
salaam,
in this topic you can sing a song for someone above you!
hope you like this topic.
sing something for me:
Sawera
|
|
|
Post by Lovers-Point on Dec 4, 2006 22:46:23 GMT 5
Nice Topic........hmmmmmmm
kabhi kabji mayre dil may ya kheyal ata hai ........... k tuje behja hai RAB ne mayre lia ............
Now ........... ab koi humare lie bhi GaAaAaAaaaAaaa le
|
|
|
Post by sawera on Dec 4, 2006 23:12:30 GMT 5
qasam ki qasam hai qasam se humko pyar hai sirf tumse ab yeh pyar na hoga phir humse
|
|
|
Post by Lovers-Point on Dec 4, 2006 23:29:42 GMT 5
ah tuje gungonana chata hon , hounton pe sajana chata hon , thaak gaya karte karte yaad tujh ko , ab yaad tujey may ana chata hon ...........
hum ko dewana hum ko dewana dewanaaaaaaaaaa dewana kar gaye ........ tum sanson may , tum dharkan may , tum nazar may , tum jigar may utar gaye , hum ko dewana , hum ko dewana , dewana kar gaye ..............
|
|
|
Post by sawera on Dec 5, 2006 22:41:14 GMT 5
dil ne yeh kaha hai dil se mohabbat ho gayi hai tumse meri jaan mere dilbar mera aitbaar kar lo jitni beqraar hoon meim khud ko beqraar kar lo
|
|
|
Post by Lovers-Point on Dec 5, 2006 22:45:34 GMT 5
ab mujey raat din bas tumhara hi kheyal hai.........kia kahoon pyar may dewanoon jaisa haaal hai ..... dewanoon jaisa haaaal haiiiiiiiiiiiiiiiiii ...................
|
|
|
Post by sawera on Dec 5, 2006 22:52:13 GMT 5
dil laga liya maine tumse pyar karke ........
|
|
|
Post by sabakhan on Dec 5, 2006 23:08:31 GMT 5
[glow=red,2,300][shadow=red,left,300]A song for my sweet heart
aapki ankhoun main kuch mehkay hoye se raz hain apki khamoshiyan bhi apki awazz hain
aapki ankhoun main kuch mehkay hoye se raz hain
apki batoun main pher koi shararat tu nahi bay waja taref kerna apki adat tu nahi apki badmashiyoun k yeh naye andaz hainn
aapki ankhoun main kuch mehkay hoye se raz hain apki khamoshiyan bhi apki awazz hain [/shadow][/glow]
|
|
|
Post by Lovers-Point on Dec 5, 2006 23:52:31 GMT 5
[glow=red,2,300][shadow=red,left,300] A song for my sweet heart
aapki ankhoun main kuch mehkay hoye se raz hain apki khamoshiyan bhi apki awazz hain
aapki ankhoun main kuch mehkay hoye se raz hain
apki batoun main pher koi shararat tu nahi bay waja taref kerna apki adat tu nahi apki badmashiyoun k yeh naye andaz hainn
aapki ankhoun main kuch mehkay hoye se raz hain apki khamoshiyan bhi apki awazz hain [/shadow][/glow] zabardast ..... saba tumne font style or color buhat accha choose kia hai ..... wasie kon hai tumhara sweet heart ..........? share karo gi hum sab say ?[shadow=black,left,300][glow=golden,2,300]Mujhay mat rokoo mujhay YAAR k ghar jany doo Main hoon perwana mujhy shama pay mit jany doo US ko pana hi meri zindagi ka maqsad hai Agar WO milta hai mar kay to mujhay mar jany doo[/glow][/shadow]
|
|
|
Post by Anum Jee on Dec 6, 2006 10:25:01 GMT 5
Wah wah wah!!! subhan Allah............. waisay ganay mujhay donoon k pasand nahi aaya...
|
|
|
Post by Anum Jee on Dec 6, 2006 10:26:25 GMT 5
Aap ki nazaroon ne samjha piar k kabil humain... dil ki aiy dharkan thehar ja mill gai manzil humain...
|
|
|
Post by Anum Jee on Dec 6, 2006 11:04:52 GMT 5
danish bhai kaheen mat jain hum aap k bagair kaisay rahain ge plz kaheen mat jain.............. chalain itna force kar rahay hain tu jaisi aap ki marziii.......... hehehehehe.........
|
|
|
Post by sawera on Dec 6, 2006 20:44:18 GMT 5
chaand sifarish karta humari deta woh tumko bata sharam o haya ke parde gira ke karni hai humko khata zidh ab toh hai khud ko mitana hona hai tujh me fanaaaaaaaa subhanallah subhanallah subhanallah subhanallah
|
|
|
Post by Anum Jee on Dec 7, 2006 10:26:09 GMT 5
[shadow=red,left,300]choti se umar main lag gaya roog,,, kahte hain loog,,, main mar jaoongi,,, haan main mar jaoongi,,, ... marne se pahle kuch karne se pahlay,,, lekay tera naam tujhay badnaam main kar jaoongi,,, haan main mar jaoongi,,,[/shadow]
|
|
|
Post by sawera on Dec 7, 2006 22:08:18 GMT 5
[glow=red,2,300]zindagi me koi kabhi aaye na rabba aaye jo koi toh phir jaaye na raaba dene ho gar mujhe baad me aansun toh pehle koi hansaye na rabba[/glow]
|
|
|
Post by sabakhan on Dec 8, 2006 15:16:53 GMT 5
Dansih ji har bat share kerne wali nahi hoti kuch batin baher aker bus bAHEr he ajati hain
DIL KI ANKHOUN NE MERI APNA SANAM DEKH LIYA AB ISHE DAR PE MERY DUM KO NIKAL JANAY SOO MUJHY MAT ROKU MUJHY YAR K GAHR JANAY DOO
|
|
|
Post by sawera on Dec 8, 2006 17:15:17 GMT 5
kitne armaan armaan jaage tere waaste soniye all day all night mujeh yaad sataye teri haaye haaye yaad sataye teri haan yaad sataye teri mujhko yaad sataye teri
|
|
|
Post by Lovers-Point on Dec 10, 2006 14:41:47 GMT 5
hum ko humhi se churalo , dil may kahain chupa lo,pass ao galey se laga lo........... (Muhabatain)
|
|
|
Post by sawera on Dec 10, 2006 18:44:35 GMT 5
chura liya hai tumne jo dil ko nazar nahi churana sanam
|
|
|
Post by Anum Jee on Dec 11, 2006 15:27:23 GMT 5
Aaj main upper aasma nishay,,, aaj main aagay zamana hai pechayyy,,, tell me Oooooh khuda,,, ab main kia karoon,,, chaloon sedhi k ulti chalooon,,, Aaj main upper aasma nishay,,, aaj main aagay zamana hai pechayyy,,,
|
|
|
Post by Lovers-Point on Dec 11, 2006 17:06:05 GMT 5
Dil May Hai Tu , Dharkan May Tu , OoO My DarLing I Love
Apna Tujey Bana K Le Jaonga Ura K OoO Janaaaaaaaaa
|
|
|
Post by sawera on Dec 11, 2006 20:25:32 GMT 5
yunhi dil ko aghar tum churaate raho.....
|
|
|
Post by Lovers-Point on Dec 11, 2006 22:28:02 GMT 5
ainkhon k rastey dil may utarte raho ........... apni sanson may humain bas lo hum ko hum hi chura kar ..... bas apna bana lo pata nahi kon sa song hai ........... bas bethey bethey bana dia uper wali posting ko read kar k ............
|
|
|
Post by sawera on Dec 12, 2006 20:01:49 GMT 5
ban jayie is dil ke mehman mehman ban jayie ban jayie meri saanson ka toofan toofan ban jayie
|
|
|
Post by Lovers-Point on Dec 13, 2006 3:38:07 GMT 5
my hot fav song
bheegey hount tairey piyasa dil mayra.......sansain anch teri ...taan aag taira ..........ainkhain jheel teri dorrey lal tairey cheenain chainn mayra .....kabhi mayre sath koi raat guzar tujey subha tak karon may pyar
sorry frndz song khuch beterteeb ho gaya hai
|
|
|
Post by sawera on Dec 13, 2006 21:02:01 GMT 5
sau dard hain,sau rahatein sab mila dilnashin ek tuhi nahieeeeee
rukhi rukhi si yeh hawa aur sukhe patte ki tarah shehar ki,sadko pe main lawaris, udta hua sau raste par teri rah nahi.eeee
sau dard hain,sau rahatein sab mila dilnashin ek tuhi nahieeeeee
behta hain paani, behne de waqt ko yuhi, rehne de dariya ne karwat li hai toh saahilon ko sehne de sau hasratein par tera ghum nahi.eeeee
sau dard hain,sau rahatein sab mila dilnashin ek tuhi nahieeeeee
|
|